Thursday 10 May 2012

Mohabbt ki taameel karte-karte, mohabbt hi ruswa ho gyi..!
Taash ka mahal banaya tha siddhat se,
Hawa bhi u hi majaak ker gyi..!
Wo din kuch aur hi the, jab charche mere aam the..
Aaj aalam ye hai ki, khud meri mohabbt mujhe neelaam ker gyi..!
Afsos hai mujhe apni pak mohabbt se,
Jo hai to meri, per be ijjat mujhe sareaam ker gyi..!
Her pal bulaya use, jab bhi maut ne dastak di..
Ye mohabbat ka asar tha, ya dua thi mahboob ki..
Meri mohabbt aaj fir jeet gyi..!
Mera yaar mujhse door tha..
Jab maut meri aa gyi..
Use bji mahsooa hoga, 
Ki ab khabar meri aa gayi..!
Her waqt bulaya use apne pas..
Abhi ruk jao, kahkr saase meri bachati gyi..!
Tanha jiya, tanha mara, tanhai ne mohabbt ker li..
Aaj pahli bar tanhai, mohabbt ko apna gyi...!
-Jitndra Singh Baghel

No comments:

Post a Comment

।। मेरे शहर में सब है ।।

मेरे शहर में सब है, बस नही है तो, वो महक... जो सुबह होते ही, मेरे गांव के हर घर से आती थी। थोड़ी सोंधी, मटमैली, जो अंतर्मन में घुल जाती थी।।...