Thursday 10 May 2012

Zindagi ki haqeekat se samna jb hoga, tb khud ko sambhalenge.
Yahi soncha karte the jb, jawani ki taraf bad rhe the.
Ye zawani bhi aa gyi, jo aani thi yaaro,
kisi ko hansaye to kisi ko rulaye...
Yahi sonch kr bad rhe the..
hume kya pta ye raasta hai dard ka,
kab chale is per, kab mazboor ho gye,
Kisi ne kaha tha aise hi rahana, jaise mere saatha rahte ho,
fir ye duniya kahti hai, kyo itna dard sahte ho.
Kuch to fikar thi meri, mere sanam ko,
warna kaun sanjhata hai kisi be-raham ko.
Usi ki fitrat ne sikha diya jeene ka bahana,
nahi mai kaun hun,kya hun,kaise jaan pata ye jamana.
Ab jeene ki aaezoo nahi rahi yaaro, mere sanam ne mujhe bula liya,
kaun kahta hai mer ker pyar nahi hota, maine is sach ko jhoontha bana diya.....

-Jitendra Singh Baghel...19th April,2012

No comments:

Post a Comment

।। मेरे शहर में सब है ।।

मेरे शहर में सब है, बस नही है तो, वो महक... जो सुबह होते ही, मेरे गांव के हर घर से आती थी। थोड़ी सोंधी, मटमैली, जो अंतर्मन में घुल जाती थी।।...